Hi There,
Geeta Dutt wife of a man, who made the industry proud.
So here I pay my obeaince to her. She sang songs especially
for Guru Dutt films, her was different in many ways.
1.Her song from Sahib bibi aur ghulam.
Na jao saiyan chuda ke bhaiyan, kasam tumhari mein roh padugi,
roh padugi, machal raha hai singar mera jo tum na hogey toh
kiya karungi ,jaaney na doongi.
It had a cry of a wife pleading for some time from her husband.
2.Ae dil mujey batah dey tu kispey aagay hai woh kaun hai joh
aakar khwabon mein kho gaya hai. Mastani bhara tarana kyun
raat ga rahi hai aankhon mein neend aakar kyun door ja rahi
hai, dil mey koi sitamgar armaan jaga gaya hai, woh kaun
hai jo aaker khwbon pe cha gaya hai.
3.Nanhi paari soney chali hawa dheerey aana, neend bhare
paankh liye hawa jhula jana.
4.Jaane kiya tuney kahi, jaane kiya maine suni baat kuch
banhi gayi, jaane kiya tunhe kahi. Pyaasa.
5.Jaata kahan hai deewane sab kuch yahan hai sanam,
bakhi ke sarey fasane jhootey hai ter kasam, pik,pik hai mere
dil mein pik,pik zamana hai bura.
6.Na ye chand hoga, na tarey rahenge magar hum hamesha
tumhare rahenge, na yeh chand hoga.
7.Mera sundar sapna beeth gaya mein prem mein sab kuch har,
gayi bedard zamana jeet gaya, mera sundar sapna beet gaya.
8.Meri jaan mujey jaa na kaho meri jaan, meri jaan. Anubhav.
9.Tadbeer se bigdi huvi taqdeer baney le, taqdeer baney le
apney pe bharosa hai toh ek dao laga le,lagale dao laga le.
Taxi driver.
10.Tum jiyo hazaron saal, saal ke din ho pachchas huzar.
Sujata if I am not mistaken.
11.Her duet with Rafi saab was good from Pyaasa.
Hum aapki aankhon mein is dil ko basey de toh, hum boond ke
palkaon ko is dil ko chupa de toh, hum aap ki aankhon mein
is dil ko chupa dey toh.
12.Can we forget. Waqt ne kiya kya haseen sitam, tum rahe na hum
hum rahey na tum, waqt ne kiya.
Jayenge kaha soojta nahin, chal padey magar soojta nahin
kiya talash hai kuch pata nahin, chal padey magar rasta nahin.
This singer died a tragic death, not befitted for her.
Bye Sushama
- Thank You! We appreciate your effort.